Aanshu bhi tere
Aashu bhi tere
Jab manwani ho koi bat kisi se,
ruth kar enhe hi to bahati ho.
jab mil jati hai chij pyari,
baith khushi se,ese hi jhalkati ho.
ruth kar enhe hi to bahati ho.
jab mil jati hai chij pyari,
baith khushi se,ese hi jhalkati ho.
Kabhi motiyo ki dhar, nayno se tapkati ho,
kabhi galo par lambi dhar banati ho.
Kabhi jhalak aati hai ye khushi me,
gam me bhi enhe hi bahati ho.
ye koi aur nahi aanshu hai tere,
mai to kuchh bhi nahi,khas hai ye tere.
jura hai ye dhadkano se tere,
rona-hasna hai, sab to eske sang tere.
har aanshu ki apni ek kahani hoti hai,
tujhse judi apni ek jindgani hoti hai.
Kabhi kajlo me chhup kar rahti hai,
kabhi palko ke bich baith roti hai.
bas meri ek bat yaad rakhna
bade khush-kismat hai,aanshu bhi tere.
jo pas tere tujhme to rahte hai.
hal pal mujhse kuchh to kahte hai.
Kyu juda karti ho,khud se enhe har bar
Ye bechare kya khta karte hai.
Bade khush-kismat hai, aanshu bhi tere
Jo pas tere tujh me to rahte hai.
Jalta hu mai,ense har bar
kyuki
chida kar, yahi bat, har bar,
mujhse kahte hai.